logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - shahid baltistani - 2013

Sham e Ghariba

Kayamat ke manzar sare kabalaa haina salaar hai aur na lashker bachaa hai Qayamat ka manzarKhudda yaa kisi par na raat aaye aisiye kehte huwe suraj gurur ho gayaa haiQayamat ka manzarSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban, saadat hai pardes haiKya waqt hai Ghazi nahi Zainab hai NighebanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2saadat hai pardes hai1. Ai raat andhero ko zara aur barhaa deMaqtal ki hawaa jhalte Charaghon ko bujaa deDekhe naa Alamdaar behen ko sar-e-uriyaanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2saadat hai pardes hai2. Bibi koyi jhule ki jali raakh utha kerkehti hai agar tu nahi aayaa Ali asgarkhud run me chali aaengi besheer teri maaSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x23. Tu bhi naa rahaa jee ke karoon kiyaa mere bachekhud apnne hi hathon se meri kabr bana delailaa pe ye hoga Ali Akber tera ashsaanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x24. Daryaa pe tarapta hai hai alamdaar kaa laashaamaqtal me ajab haal se ati hai sakinaKhaimo kaa dhuwan aankh me jhal taa huwaa damanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x25. kehte hai ye jhalte huwe khaymon mei musallesajaad tahajud to zara chain se perhleAfsoos ye mohlat bhi nahi dete musalmanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x26. Woh waqt Taqallum tha ajab bint-e-Ali perKehne lage maula jo nikaab apni uthaa kerme baap hu Zainab muje pehchaan meri jaanSadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

HomebookmarkmybayaazSetting